Zindagi hai ek

Friday, April 14, 2023

Zindagi hai ek.. zaya na kar

In udasiyon main waqt bitaya na kar...

mauka jab bhi mile,  muskuraya kar 

kismat se milti hai chahat use azmaya na kar

baat choti ho ya badi, suljhaya kar

koshish kiye ja  himmat yu hara na kar

pyar ke sahare chal nafrat bhool jaya kar 

waqt hi to hai nikal jayega, bas bharosa kar 

Zindagi hai ek, zaya na kar.


Take action - An inch of movement will bring you closer to your goals than a mile of intention.





0 comments:

Post a Comment